Allah Humma Salli 'Alaa Sayyidinaa Wa Maulana Muhammadin
Wa 'Alaa 'Aalihi Wa Sahbihi Wa Ba'arik Wasallim
Wa 'Alaa 'Aalihi Wa Sahbihi Wa Ba'arik Wasallim
Quran hussain ka hey shariat hussain kee
Islam kiya hey seerat o soorat hussain kee
Thi kis qadar baseer siasat hussain kee
Hey aaj tak dilon pey hakoomat hussain kee
Khair ul bashar ka qaol hey mein hoon hussain sey
Kitnee azeem hey bashariat hussain kee
Nafrat kee tokron main para hey sar-e-yazeed
Dam bahr ko azmaee thi quwat hussain kee
Poocha kisee nain bolta quran hey kahan
Quran dekney laga soorat hussain kee
Abbass kehtey thay kay ulat doon abee safain
Bas chahiyay hey muj ko ijazat hussain kee
Pir sar uta raha hey ghuroor-e-yazeed-e-waqt
Dunya ko aaj pir hey zaroorat hussain kee
Jannat main khud bulaey ga rizwan mujey asar
Mein madha khwan hussain ka jannat hussain kee
Qatra Qatra durood partha hay,
Zarra zarra salaam kehta hay,
Mayra aaqa ki zaat-e-par saaim,
Mayra ALLAH durood parta hay.
Jab husn-e-tha un ka jalwa numa,
Anwaar-e-ka aalam kya hoga,
Har koee fidaa hay bin daykain,
Deedaar ka aalam kya ho ga!
Aalay Nabi Ka Piyaar-e-Hay, Imaan Ki Zindagi,
Un say Nahi Hay Piyaar Yho Sab Kuch-e-Fazool Hay
Wa Ahsanu Minka lam tara qattu 'ayni,
Wa ajmalu minka lam tali din nisaa 'uu
Khuliqta Mubarran Min Kulli Aybin,
Ka annaka Qad Khuliqta Kamaa Tashaa UU
Ghar aamina day ho ga ee, aamad-e- huzoor ki,
Vaykan farishtay aaqa da milaad (deedaar) aa ga ya.
Maee Haleemah jaag ootay teray baray naseeb,
Go deech teri nabiya day sarkaar aa ga ay
Khushiyaa da wayla aa ga ya gham door ho ga ay,
Rab day piyaaray ummat day gham khaar aa ga ay.
Saaray gunaa ha gaaran dee aj eid ho ga ee,Rehmath lutaawan ahmad-e-mukhtaar aa ga ay
Barlo Karam Nal-e-joli yaa, Aa jaa ow mang thay ow, dukiyaa dilaan day chain thay qaraar aa ga ay
Jo jee may aa ayun kay garaa nay say maanglo,
Malik-e-yay sab jahaan-e-ki aalay rasool hay
Saaray Paro Durood Aj Sarkaar Aa Ga ay
Duniya Tay Do Jahan Day mukhtaar Aa Ga ay
Hasratain Naaz Karain aur Yoon Mera Arma'an Niklay
Hasratain Na'az Karain aur Yun Mera Arma'an Niklay
Lab Pay Ho Sallay 'Alaa Aur Meri Jaan Niklay
Yeh Teri Nazar Ka Kamaal Hai Humain Poochtay Hain Baray Baray
Yeh Teri Nazar Ka Kamaal Hai Humain Poochtay Hain Baray Baray Main Tu Sang-e-Rahay Niyaz Tha Tu Nay Ik Nagina Bana Diya
Teri Yaad Main Jo Jhuka Kabhi, Meray Qaaba Saam-e-nay Aa Gaya
Teri Yaad Main Jo Jhuka Kabhi, Meray Qaaba Saamn-e-ay Aa Gaya
Rukh-e-Yaar Asl-e-Namaz Hai Mujhay Qaabay Nay Yay Bata DIya
Allah Humma Salli 'Alaa Sayyidinaa Wa Maulana Muhammadin
Wa 'Alaa 'Aalihi Wa Sahbihi Wa Ba'arik Wasallim
Wa 'Alaa 'Aalihi Wa Sahbihi Wa Ba'arik Wasallim
Zameen Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahi Hota
Zameen Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahi Hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota
Mohammad Kamli Wale se Woh Jazba Hai Suno Logo
Yeh Jis Mann Main Sama jaaye Woh Mann Maila Nahi Hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota
Gulon ko Choom Laite Hain Seharnam Shabnami Qatre
Nabi ki Naat Sun Le tu Chaman Maila Nahi Hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota
Jo Naam-e-Mustafa Choome Nahi Dukhti Kabhi Ankhen
Pehen Le Pyaar jo Unka Badan Maila Nahi Hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota
Nabi Ka Daman-e-Rehmat Pakar Lo Aey Jahan Walo
Rahe Jab Tak yeh Hathon Main Chalan Maila Nahi Hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota
Main Nazan tu Nahi Nasir Magar Apna yeh Dawa hai
Sana-e-Mustafa karne se Fan Maila Nahi Hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota
Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai, Teri Rah Main Akhiyan Bichchate Bichchate
Teri Hasraton Main,Teri Chahton Main Bade din Howe Ghar Sajaate Sajaate
Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai
Mera Yeh hai Emaan,Yeh Mera Yakeen Hai -Mere Mustafa Sa Na Koi Haseen Hai
Ke Rukh Unka Dekha Hai Jabse Qamar Ne Nikalta Hai Moo Ko Chupate Chupate
Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai
Qayamat Ka Manzar Bada Purkhatar Hai - Magar Mustafa ka Jo Deewana Ho Ga
Who Pul Pay se Guzre Ga Masroor Ho Ke - Naara Nabi Ka Lagate Lagate
Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai
Mere Lab Pe Mola,Na Koi Sada Hai - Fakat Mujh Nikamme ki Yeh Hi Dua Hai
Meri Saans Nikle Dar-e- Musftafa Pe - Gham-e-Dil Nabi Ko Sunate Sunate
Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai, Teri Rah Main Akhiyan Bichchate Bichchate
Teri Hasraton Main,Teri Chahton Main Bade din Howe Ghar Sajaate Sajaate
Yeh Mana ke Ek Din Aani Kaza Hai - Magar Dosto Tumse Yeh iltaja Hai
Ke Shehr-e-Muhammad Ki Har Ek Gali Se - Jaza Uthana Ghumaate Ghumaate
Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai, Teri Rah Main Akhiyan Bichchate Bichchate
Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai
Na Kaabe Se Matlab Na Masjid ki Chahat - Fakat Dil Main Haakim Tamanna Yahi Jo Mil Jaaye Naksh-e-Kafay Paaye Ahmed -Tu Mar Jaayen Sir ko Jhukate Jhukate
Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai, Teri Rah Main Akhiyan Bichchate Bichchate
Teri Hasraton Main,Teri Chahton Main Bade din Howe Ghar Sajaate Sajaate
Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai
Ban kay Nuuray KHUDA, Mustafa aagaey
Marahaba Marhaba, Marhaba Marhaba Mustafa aagaey
Marhaba Marhaba Mustafa aagaey
Ujri dunya thi AAqa ney aabaad ki
Her taraf dhuum Unkay hay Meelaad ki
Sab kay Mushkil kusha, Mustafa aagaey
Marahaba Marhaba Mustafa aagaey
Marahaba Marhaba Mustafa aagaey
Ho gaey Nuur dunya kay zulmat tallay
Jin kay aanay say Mao ko baytay millay
Sarwar-e-Ambiyaa (A.S), Mustafa aagaey
Marahaba Marhaba Mustafa aagaey
Marahaba Marhaba Mustafa aagaey
Ban kay Nuuray KHUDA, Mustafa aagaey
Marahaba Marhaba Mustafa aagaey
Arsh per Jashan Jin ka manaaya gaya
Sab Rasuulou (A.S) ko jiss may bulaaya gya
Haa wohi Dil Ruba Mustafa aagaey
Marahaba Marhaba Mustafa aagaey
Ban kay Nuuray KHUDA, Mustafa aagaey
Marahaba Marhaba Mustafa aagaey
Ab na maa'yuus hoga sawaali koi
Aaj Naasir na lotay ga khaali koi
Muskura ay gada , Mustafa aagaey
Marahaba Marhaba Mustafa aagaey
Ban kay Nuuray KHUDA, Mustafa aagaey
Mustafa aagaey, Mustafa aagaey
Marahaba Marhaba Mustafa aagaey
Marahaba Marhaba Mustafa aagaey
I am a beggar of those streets in which even the best of kings wander around asking…
Baraily Ka Saaki Ho, Mahrehra Ka Maykhaana!
Faiz E Raza!!