



























































Ishq-e-mustafa jiss Kay Seenay May Hay. Jahaan be rahay vo MAdeenay May Hay
Gham E Mustafa Jiss Kay Seenay May Hay, Wo Kaheen Phir Rahay Phir MAdeenay May Hay
Aysa din bhi aa ja ay, sarkaar-e-kay dar pay baytay ho,
Lap khamosh-e-zubaan banja ay aansoo arza karthay ho,
Un kay dar pay ronay waalay, moo say be kuch bol.
Agar dil ko hai kuch Nabi
Jo aaein gey kar key tawaf-e-Madinah
Mey khush ho kar unkey qadam choom lun ga
Ai Sabze Ghumbadh wale manzoor Dua karna
Jab waqt nazah aye deedar atha karna
Ai Noor-e-Khuda aakar ankho me samaa jana
Ya Dar pe bhulaalenah ya Khaab me aajana
Meri khaak ya Rabb na barbaad ho jaaye
Passe murg kar de ghubaare Madina
Bulalo pir mujhey eh shahe behrobar madine mein
Main pir rota hua aaoun tere dar par Madine mein
Madiney jaaney walo jao jao fee amaanillah
Kabhi tho upna bhi lag jayega bistar Madiney mein
Salaam e shauk kehna haajion mera bhi ro ro kar
Tumhey aaye nazar jab roza e anwar madiney mein
Na daulat de na sarwat de mujhe bas yeh sa'aadat de
Tere kadmon mein marjoun main ro ro kar Madiney mein
Chhoarr fikr dunya ki chal madinay chaltay heyn
Mustafa ghulamon ki qismatayn badaltay heyn
Dar peh bulaao, Makki Madni (P.B.U.H)
BigRi Banaao, Makki Madni (P.B.U.H)
Deed Teri hai, eid meri
Deed karaao, Makki Madni (P.B.U.H)
Dar peh bulaao, Makki Madni (P.B.U.H)
Dil Main Ishq E Nabi Ki Ho Aisi Lagan,
Ruuh Tharapti Rahay Dil Machal Ta Rahay,
Zindagi Ka Maza Hay Kay Har Saans Say,
Ya Muhammad Muhammad Nikal Tha Rahay.
Ham nay seenay may madina yoo basaa ra kaa hay,
Aksa e dil gumbad e hazra ka banaa ra kaa hay.
Ai kaash! Madine mein mujhe maut yoon aajae
Qadmaun mein Tere sar ho meri rooh chali ho
Ai kaash! mai banjaoon Madine ka musafir
Phir roti huwi Taibah ko baraat chali ho
Chawr-e-Naa tayra taibah gabaara nahee,
saari dunya may aysa nazaara nahee,
aysa manzar zamaan-e-may daykha koee,
jaysa manzar madinay may mowjood hay
Ham nay maana kay jannat bohot hay haseen,
chawr kar ham madina na jaa'ain kahee,
yoon tho jannat may sab hay madina nahee,
aur jannat madinay may mowjood hay
Hum ko bulana Ya Habiballah
Kabhi to subz gumbad ka ujala hum bhi dekhein ge
hamein bulwaein ge aaqa madina hum bhi dekhaein ge
Adab se haath baande un ke roze pur khare hon ge
sunehri jaaliyon ka yun nazara hum bhi dekhein ge
Barasti gumbad e khuzra se takrati hui boondein
wahan pur shan se baarish barasna hum bhi dekhein ge
Pohonch jaaein ge jis din ae ujagur un ke qadmon mein
kise kehtein hain jannat ka nazara hum bhi dekhein ge
Hum ko bulana Ya Rasulallah
Ek Vaar Bula Maula, Sarkar De Bohe Te
Pawen Jaan Nikal Jaawe, Darbar de Bohe Te
Jahan Roza e Pak khreulwara hai
Vo janat nahin hai tho pir aur kya hai
Kahan main kahan yeh Madiney ki galiyan
Yeh kismat nahin hai tho pir aur kya hai
Konain dey waali da darbaar baraa sohna
So Rab di Madinay da darbaar baraa sohna
Duniya diya safara toh banda thak vi teh jaanda ey
Par safar Madinay da har bar baraa sohna
Sab rastey Madinay dey sanu jaan toh vaad pyaarey
Jeraa roze nu jaanda'ey bazaar baraa sohna
Mujhe Masjid-e-Nabvi
Jeraa roze dey naal jure'a minaar baraa sohna
Kya Sabz Sabz Gumbad Ka Khoob Hai Nazaara
Hai Kis Kadr Suhaana, Kaise Hai Pyara
Sarkar Ne Bula Ke Madina Dikha Diya.
Hogi Mujhe Naseeb Shafa'at Rasool Ki.
Ya Rub Dikha De Aaj Ki Shab Jalwa-e-Habib.
Ik Baar To Ata Ho Ziyarat Rasool Ki.
In Ankhoun Ka Warna Koi Hasrat Hi Nahee He
Sarkar Tumhara Rukh-e-Zaiba Nazar Aaye.
Ya Rub Dikha De Aaj Ki Shab Jalwa-e-Habib.
Ik Baar To Ata Ho Ziyarat Rasool ki.
Madina kee wo man bhaatee fazaeyn yaad atee hey
Wo sehra kay nazaray wo gataeyn yaad atee hein
Madinah Sadi jaan ey, Madinah imaan ey
Do jag tho haseen ey, Madinay di zameen ey
Madina sadi deen ey, Madinah imaan ey
Mujhey Taybah main leh jaao, Madinah yaad ayaa hai
Meray Aqa ko bulwaao, Madinah yaad ayaa hai
Terii mehfil sajataa hoon, teray main geet gataa hoon
Sar-e-mehfil chaley aao, Madinah yaad ayaa hai
Mai Madine chala, mai Madine chala
Phir karam hogaya, mai Madine chala
Jaab duur seh hai itna haseen, Ghumbad - e - Hazra
Is paar seh esa hai, udar kesa lage gaa
Mein noker hoon shahe madina ka sun lo
Mujey shehenshahee kee chahat naheen hey
Jo dolat milee hey mujey aakay deko
Kisee ko moyasar yeh dolat naheen hey
Mein sajdah karun ya ke dil ko sambhalun muhammad ki chokhat nazar aa rahi hei
Issi be-khudi main kahiin kho na ja-un tarrap kamli waale ki tarrap aa rahi hei
Meri Baat Ban Gayi Hai - Aqa Teri Baat Karte Karte
Tere Shehr Mei Main Aoon Teri Naat Parte Parte
Mujhe Dar pe phir bulaana Madani Madine Waale
Mahe Ishq bhi pilaana Madani Madine Waale
Teri jab ke Deed hogee jabhee meri Eid hogee
Meri kwaab me tum aana Madani Madine Waale
Mujhe bhi MADINAY bulaa mayray mowla
Hamay bhi MADINAY bula mayray mowla
Karam kee thajalee dikhaa mayray mowla
Sunaah hai Madina karam hi karam hai
Thu rakhtha jahan mey sabhi ka bharam hai
Thujey vasthaa therey pyarey Nabi ka
Meri bhigari aab thow bana merey Mowla
Mayray Sarkaar Bulaa Ain Gay, Un Ki Chokat Pay,
Wo Nazaara Phir May
Daykh E Kar Gumbad E Khazra, Mayri Ulfat Hogi
No matter if Taibah is far away!
We have to go and visit one day!
Aka will call us there one day!
And Murshid will show the way one day!
Shower upon me blessings like rain!
I want to die in your domain!
Oh Mustafa! Please call me again!
If not today then maybe somday!
Almighty Allah thanks to Thee!
Allah has chosen us to be!
To send Salam upon Nabi!
Always during night and day!
Qadmoun mein bula leejiye Ya Nabi Madeenay mein
Kaash mein challa jaon, aaj he Madeenay mein
Ya Nabi Bass Madinay Ka Gham Chaahiyay,
Aur Kuch Na Khuda Ki Kasam Chaahiyay.
Bass Madeenay Ki Yaadow May Ko Ya Rahoon,
Fiqr-e-Aysi Shahay Muhtaram Chaahiyay,
Zarey zarey pey chaya huwa Noor hai
Zarey zarey pey chaya huwa Noor hai
Merey meetey Madineh ki kya baat hai
Noor sey sab fiza iss ki ma'amoor hai
Merey meetey Madineh ki kya baat hai
Noor phoolo mai hai Noor galiyo mai hai
Noor bazaar mai Noor Galiyon mai hai
Dast o kausaar par Noor hi Noor hai
Merey meetey Madineh ki kya baat hai
Har taraf rehmato ki hai cha'i gatah
Mehki mehki hai kya hoob madni fiza
Zarey zarey pey qurbaan yaha tor hai
Merey meetey Madineh ki kya baat hai
And Finally...
Ek mera hee Rahmat pe da'wa naheen
Shah ki saari ummat pe lakhon salaam
I am not the only one with a claim in his mercy
Millions of salutations on all the followers of that king
Ae Raza Khud Sahib-e-Qur'an hay Maddah-e-Huzoor
Tujh se kub Mumkin hay phir Midhat Rasoolullah Ki
The pictures are really heart warming
Haji
Salam to all. Bro jazakallah for sharing. May allah give us all the taufiq to visit the illustrious madinah sharif.AMEEN!
Muhammad Usman Raza Qadri
-------------------------------------------------------------------
BULALO HAM GHARIBO KO BULALO YA RASOLALLAH
PA'AY SHABIR'O'SHABBAR FATIMA HAIDER MADINAY MAIN
MADINA MERA SEENA HO MERA SEENA MADINA HO
MADINA DIL KAY ANDHAR HO DIL-E-MUZTAR MADINAY MAIN
BarakAllah feek
p.s i'm a sister :P
_________________________________
A site dedicated to Rasulallah (s.a.w)'s love:
:: www.baharemadinah.com ::