Lyrics to all naats - find what you are looking for (Updated Once Every Week) (Video Alongwith Lyrics of Little Farhan Ali
Posted 25 March 2007 - 04:09 PM (#81)
Posted 25 March 2007 - 09:15 PM (#82)
Can you also Upload The Naat Lyrics of Owais Qadri's New Album, JazaakallahYa Rasool Allah Wakt-e-Madad Hai
Contributed By King Khan
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Aey Gumbad-e-Khazra ke Makeen Waqt-e-Madad Hai
Aey Taj-e-Nabowat ke Nabi Wakt-e-Madad Hai
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Aey Badar-e-Atam Mah-e-Mubeen Wakt-e-Madad Hai
Aey Fath-e-Nishan Arsh-e-Barin Wakt-e-Madad Hai
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Aey Hamid-o- Aeh Ahmad o Mehmood-o-Muhammad
Ayeh Badshah-e-Deen-e- Makeen Wakt-e-Madad Hai
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Mahboob-e-Khuda Behr-e-Khuda Laiye Tashreef
Le Kar Alam-e-Fathe Mubeen Wakt-e-madad Hai
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Hai Umat-e-Marhooma Teri Bekaso Laachar
Taskeen Tah-e-qalbe Haze Wakt-e-madad Hai
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Narg-e-Main Shayateen ke Hain Shaha Tere Khuddam
Sultan-e-Zama Shah-e-Zameen Wakt-e-Madad Hai
Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Tayyar Hai Girne ko Falak Sir Pe Hamare
Aamada Hai Phatne ko Zameen Wakt-e-Madad Hai
Jeene Ka Sahara Hai Na Marne Ka Thikana
Be Moot na Mar Jaayen Kahin Wakt-e-Madad Hai
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Juz Tere Nahi Koi Humen Poochne Wala
Hai Door Falak Tang Zameen Wakt-e-Madad Hai
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Aohamm Paraston ki Gulami se Bacha Le
Aey Qibla-e-Arbab-e-Yakeen Wakt-e-madad Hai
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Aey Hadiye-e-Kul Fakhar-e-Rusul Sahib-e-miraj
Shah-e-Do Jahan Sarwar-e-Deen Wakt-e-madad hai
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Aaqa Teri Sarkar Main Hazir Hai GunahGar
Aey Umat-e-Aasi ke Moeen Wakt-e-Madad hai
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Lillah Nigah-e-Karam-o-Jood-u-Aata Ho
Aey Haq ki Amanat Ke Ameen Wakt-e-Madad Hai
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Sun Apne Wali Ashiq-e-Shoreeda ki Faryaad
Aey Gumbad-e-Khazra ke Makeen Wakt-e-Madad Hai
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Posted 25 March 2007 - 09:21 PM (#83)
Can you also Upload The Naat Lyrics of Owais Qadri's New Album, JazaakallahChamka Mah-e-Noor Ka Hilal Marhaba
Contributed by King Khan
Ya Rasool Allah Marhaba Marhaba
Ya Habeeb Allah Marhaba Marhaba
Bekason se hai jinhen Pyaar Wohi Aaye hain
Jo Do Alam ke Hain Gham Khuwar Wohi Aaye Hain
Aik Nazar Aasman pe Daal Marhaba
Chamka Mah-e-Noor Ka Hilal Marhaba
Ya Rasool Allah Marhaba Marhaba
Ya Habeeb Allah Marhaba Marhaba
Bekason se hai jinhen Pyaar Wohi Aaye hain
Jo Do Alam ke Hain Gham Khuwar Wohi Aaye Hain
Jhande Lagao Galiyan Sajao Kar lo Charagan
Ghar Jagmagao Razi Ho Ga Rabbe Zul jalal Marhaba
Ya Rasool Allah Marhaba Marhaba
Ya Habeeb Allah Marhaba Marhaba
Bekason se hai jinhen Pyaar Wohi Aaye hain
Jo Do Alam ke Hain Gham Khuwar Wohi Aaye Hain
Mehfil Sajayen Naatain Sunayen
Aqa ki Amad ki Dhoomen Machayen
Rozo Shab Yahi ho Apna Haal Marhaba
Ya Rasool Allah Marhaba Marhaba
Ya Habeeb Allah Marhaba Marhaba
Bekason se hai jinhen Pyaar Wohi Aaye hain
Jo Do Alam ke Hain Gham Khuwar Wohi Aaye Hain
Ya Rasool Allah Marhaba Marhaba
Ya Habeeb Allah Marhaba Marhaba
Laraib Nabiyon ke Sa'lar Aaye
Aaye Do Alam ke Gham khuwar Aaye
Shah kaar Rabbe Zul jalal Marhaba
Ya Rasool Allah Marhaba Marhaba
Ya Habeeb Allah Marhaba Marhaba
Bekason se hai jinhen Pyaar Wohi Aaye hain
Jo Do Alam ke Hain Gham Khuwar Wohi Aaye Hain
Aashiq ke Dil Jagmagane Lage Hain
Dekho Zara Muskurane Lage Hain
Deed ni Hian unke Khado Khaal Marhaba
Ya Rasool Allah Marhaba Marhaba
Ya Habeeb Allah Marhaba Marhaba
Bekason se hai jinhen Pyaar Wohi Aaye hain
Jo Do Alam ke Hain Gham Khuwar Wohi Aaye Hain
Ya Rasool Allah Marhaba Marhaba
Ya Habeeb Allah Marhaba Marhaba
Sadqa Wiladat ka Jalwa Dikha Do
Dil ki Lagi Ab tu Aaqa Bujha Do
Dikhla do Apna ab Jamal Marhaba
Ya Rasool Allah Marhaba Marhaba
Ya Habeeb Allah Marhaba Marhaba
Bekason se hai jinhen Pyaar Wohi Aaye hain
Jo Do Alam ke Hain Gham Khuwar Wohi Aaye Hain
Ya Rasool Allah Marhaba Marhaba
Ya Habeeb Allah Marhaba Marhaba
Jood-o-Sakhawat Hai Adat Tumhare
Phelaye Da'aman Khare Hain Bhikaari
Kar do Karam Aamina ke Laal Marhaba
Ya Rasool Allah Marhaba Marhaba
Ya Habeeb Allah Marhaba Marhaba
Bekason se hai jinhen Pyaar Wohi Aaye hain
Jo Do Alam ke Hain Gham Khuwar Wohi Aaye Hain
Ya Rasool Allah Marhaba Marhaba
Ya Habeeb Allah Marhaba Marhaba
Jaam-e-Shahadat Piya Hai Jinhon ne
Ahle Sunan ko Jila di Unhon Ne
Yaad Aayen Gay Woh Har Saal Marhaba
Shaadi ke Nagme Sunate Rahen Gay
Jashn-e-Wiladat Manate Rahen Gay
Waar den Gay Tumpe Jaan-o-Maal Marhaba
Ya Rasool Allah Marhaba Marhaba
Ya Habeeb Allah Marhaba Marhaba
Bekason se hai jinhen Pyaar Wohi Aaye hain
Jo Do Alam ke Hain Gham Khuwar Wohi Aaye Hain
Ya Rasool Allah Marhaba Marhaba
Ya Habeeb Allah Marhaba Marhaba
Padhne Laga Jab Obaid Unki Naatain
Hone Lagin Char Soo Uski Baatain
Faiz-e-Raza Ka Hai Sab Kamal Marhaba
Ya Rasool Allah Marhaba Marhaba
Ya Habeeb Allah Marhaba Marhaba
Bekason se hai jinhen Pyaar Wohi Aaye hain
Jo Do Alam ke Hain Gham Khuwar Wohi Aaye Hain
Ya Rasool Allah Marhaba Marhaba
Ya Habeeb Allah Marhaba Marhaba
Aik Nazar Aasman pe Daal Marhaba
Chamka Mah-e-Noor Ka Hilal Marhaba
Ya Rasool Allah Marhaba Marhaba
Ya Habeeb Allah Marhaba Marhaba
Posted 25 March 2007 - 10:35 PM (#84)
Assalamualaikum wa rahmatullah
jazakullah may Allah tala reward you and happy EID-E-MILAD-UN-NABI
Posted 25 March 2007 - 11:25 PM (#85)
Bilal
Posted 29 March 2007 - 12:02 PM (#86)
Haq Allah, Haq Allah
Ay Mujahid e Nabi, Naat gun gunayay ja
Naghm a Mohammadi Jhoom kar Sunayay ja
Do jahan par chayay ja, zarb e haq lagay ja
Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah
Parcham e nabi utha, lay kuda ka aasera
Dars e murshidi hay ye, haq pe zindagi luta
Haq pe jaan lutayay ja, zarb e haq lagay ja
Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah
Baat kar tu baad mein, pehlay tu salaam kar
Jo teeray buzarg hein, un ka akhteraam kar
Un say faiz payay ja, zarb e haq lagay ja
Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah
Shukar kar tu khuda ka tu, tujh ko ye watan mila
Paak sar zameen mili, aowr ye chaman mila
Sar ko tu jhukayay ja, , zarb e haq lagay ja
Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah
Jhoot bolna na nahee, tum kabhi zabaan say
***** e Khuda hay ye, dekh lu Quraan say
Such kay geet gayay ja, zarb e haq lagay ja
Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah
Apnay murshadi ka dil, is tarah say shaad kar
Ju sabaq milay tujhay, tu dil laga kay yaad kar
Un say faiz payay ja, zarb e haq lagay ja
Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah
Arzoo ke hay dua, tu rahay sukhi sada
Meherbaan aaqa hoon, aour karam karay khuda
Madni rang mein rangta ja, zarb e haq lagay ja
Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah, Haq Allah
Posted 29 March 2007 - 08:52 PM (#87)
Amina ka Laal Aaya Amina ka Laal
Contributed by King Khan
Amina Ka Laa'l Aaya Amina ka Laa'l
Amina Ka Laa'l Aaya Amina ka Laa'l
Rehmat Ka Badal Chaaya Sab Hoor-o-Malak ne Gaya
Dekho Sahah-e-Madina Aaya
Amina Ka Laa'l Aaya Amina ka Laa'l
Amina Ka Laa'l Aaya Amina ka Laa'l
Amina Bibi Tera Naseeba Rab ne Hai Chamkaya
Tujh par Hai Karam Ka Sa'aya Tera Rutba Rabne Badhaya
Tu ne Pyaar-e-Nabi Ko Paaya
Amina Ka Laa'l Aaya Amina ka Laa'l
Amina Ka Laa'l Aaya Amina ka Laa'l
Aisa Muqaddar Laayi Haleema
Tu Hai Nabi ki Da'ayi Haleema
Bibi Amina Ka Ja'aya Teri Mushkil Main Kaam Aaya
Tera Soya Naseeb Jagaya
Amina Ka Laa'l Aaya Amina ka Laa'l
Amina Ka Laa'l Aaya Amina ka Laa'l
Gham ke Badal Door Howe Hain
Dukhiya Dil Masroor howe Hain
Alam ne Ujala Paaya Ab har Soo Noor Hai Chaya
Zarra Zarra Chamkaya
Amina Ka Laa'l Aaya Amina ka Laa'l
Amina Ka Laa'l Aaya Amina ka Laa'l
Amina Bibi Tera Naseeba Rab ne Hai Chamkaya
Tujhpar Hai Karam Ka Saaya Tera Rutba Rabne Badhaya
Tune Pyaar-e-Nabi Ko Paaya
Amina Ka Laa'l Aaya Amina ka Laa'l
Amina Ka Laa'l Aaya Amina ka Laa'l
Main to Ashiq Hon Nabi Ka
Contributed By King Khan
Main tu Ashiq Hon Nabi Ka
Main tu Ashiq Hon Nabi Ka
Main tu Ashiq Hon Nabi Ka
Main tu Ashiq Hon Nabi Ka
Zikar Sarwar main mujhe Khoya Rehne Do
Iss pe Dunya jo khafa Hai Tu Khafa Rehne Do
Ya Muhammad Ka Wazifa Hai Labon Par Har Dam
Dil Ko Bas Yaad-e-Nabi Main Fana Rehne Do
Main tu Ashiq Hon Nabi Ka
Main tu Ashiq Hon Nabi Ka
Main tu Ashiq Hon Nabi Ka
Main tu Ashiq Hon Nabi Ka
Dil Main Nabi ki Yaad ne Daira Jama Liya
Saar-e-Gamon se Apke hum ne Bacha Liya
Qurban Jaaon Ya Nabi Tere Maqam par
Tu ne To Pathron ko bhi Kalma Padha Diya
Viraniyan na Aaayen gi ab Akhon main kabhi
Aa ke Dar-e-Rasool ka Surma Laga Liya
Seene main Hai Bahar sa Maila Laga howa
Kiya Usse Tumhare Dar Jisse Mehmaan Bana Liya
Main tu Ashiq Hon Nabi Ka
Main tu Ashiq Hon Nabi Ka
Gulamiye Rasool ka Tuhfa Saja ke Dekh
Nadaan unke Dar pe Sar to Jhuka ke Dekh
Aati hai Taig-e-Josh main Rehmat hazoor ki
To Dastan-e-Gham Zara unko Suna ke Dekh
Qadmon Main Tere Hon Gay Khazan-e- jahan ke
Ek baar Unke Naam pe sab kuch Luta ke Dekh
Main tu Ashiq Hon Nabi Ka
Main tu Ashiq Hon Nabi Ka
Main tu Ashiq Hon Nabi Ka
Main tu Ashiq Hon Nabi Ka
Dard-o-alam ke maar-e-howe kiya Dete Hain
Hum tu Bas unki Ankhon ko dua Dete Hain
Banda banna hai khuda Ka tu Gada Ban Unka
Jo fakeeron ko Shehenshah Bana dete Hain
Apne Walon ke Naseebon main Kahan Zook-e-Janoon
Ishq Wale Hain Jo Har Cheez Luta Dete Hain
Main tu Ashiq Hon Nabi Ka
Main tu Ashiq Hon Nabi Ka
Main tu Ashiq Hon Nabi Ka
Main tu Ashiq Hon Nabi Ka
Jab liya Naam-e-Nabi Main ne Dua Se Pehle
Meri Awaz Wahan Pounchi Saba Se Pehle
Dam-e-Akhir mujhe Aaqa ki Ziyarat ho Gi
Aik Din Aayen Gay Sarkar Kaza se Pehle
Ab main Karta Hon Parh ke Muhammad pe Darood
Yeh Waseela Bhi Zaroori Hai Dua se Pehle
Humne Bhi Iss Dar-e-Aqdas pe Jamayi Nazrain
Jiss Jagha Milta hai Mangton ko Sada se Pehle
Main tu Ashiq Hon Nabi Ka
Main tu Ashiq Hon Nabi Ka
Main tu Ashiq Hon Nabi Ka
Main tu Ashiq Hon Nabi Ka
Gulam Hain Gulam Hain Rasool Ke Gulam Hain
Gulamiye Rasool Main Moat Bhi Kabool Hai
Jo Ho na Ishq-e-Mustafa tu Zindgi Fazool Hai
Jo Ho na Ishq-e-Mustafa tu Zindgi Fazool Hai
Mere tu Aphi Sabkuch Hain Rahmat-e-Alam
Main jee Raha hon Zamane Main Aphi Ke Liye
Main tu Ashiq Hon Nabi Ka
Main tu Ashiq Hon Nabi Ka
Main tu Ashiq Hon Nabi Ka
Main tu Ashiq Hon Nabi Ka
Har Wakt Tassawur Main Madine ki Gali Hai
Ab Darbadari hai na Gareebul Watani Hai
Woh Sham-e-Haram Jiss se Munawar Hai Madina
Qaabe ki Kasam Ronaq-e-Qaba Bhi Wohi Hai
Iss Shehr Main Bik Jaate Hain Khud Aa Ke Kharidar
Yeh Misar Ka Bazar Nahi Shahar-e-Nabi Hai
Main tu Ashiq Hon Nabi Ka
Main tu Ashiq Hon Nabi Ka
Main tu Ashiq Hon Nabi Ka
Main tu Ashiq Hon Nabi Ka
Posted 31 March 2007 - 12:16 AM (#89)
Posted 01 April 2007 - 05:52 PM (#90)
Need the lyrics of this Naat-e-Pak
"Dayar -e- mustafa ki aarzo hai..."
May Allah bless u more n more..!
ALLAH Hafiz
Posted 01 April 2007 - 06:51 PM (#91)
Could some please check these lyrics are correct:
This Naat:
Sal lay alaa Nabiyyinaa,
Sal lay alaa Muhammadin,
Sal lay alaa Shafiyyinaa,
Sal lay alaa Muhammadin,
Sal lay alaa Shafiyyinaa,
Sal lay alaa Muhammadin,
Phir kay galee, galee thamaa,
Ho kar sab un ki, haa kyoon,
Phir kay galee, galee thamaa,
Ho kar sab un ki, haa kyoon,
To dil ko jo Akal day khuda,
Aqa teri galee say jaa ay kyoon
Sal lay alaa Nabiyyinaa,
Sal lay alaa Muhammadin,
Sal lay alaa Shafiyyinaa,
Sal lay alaa Muhammadin
Baraily Ka Saaki Ho, Mahrehra Ka Maykhaana!
Faiz E Raza!!
Posted 01 April 2007 - 06:56 PM (#92)
Ik vaar bulaa maula, sarkaar - e- day booay thay,
Ik vaar bulaa maula, sarkaar - e- day booay thay,
Paavay jaan nikal jaavay, darbaar - e- day booay thay,
Paavay jaan nikal jaavay, darbaar - e- day booay thay.
ALLAH hanay farmaaya, ho zaaya amal jaa sar,
ALLAH hanay farmaaya, ho zaaya amal jaa sar,
Koi ucha na dam maa ray, meray yaar-e-day booay thay.
Aur Sarkaar day mangthay noo,
Har Shair mil jaandee ay,
Qyoon beek - e- lavay dar dee,
Ag yaar day booa thay.
Baraily Ka Saaki Ho, Mahrehra Ka Maykhaana!
Faiz E Raza!!
Posted 01 April 2007 - 06:57 PM (#93)
Eid nabvi ka zamaana aa gayaa,
Lab pay khushyo ka taraana aa gayaa.
Har sitaaray ko milee hay roshni,
Har kalee ko muskuraanaa aa gayaa.
Har taraf hay sallay alaa ki doom hay,
Wajd may saara zamaana aa gayaa.
Par chamay dee nay Muhammad ho Buland,
Kufr ko gardan jukaanaa aa gayaa.
JAZAKALLAH KHAIR
Baraily Ka Saaki Ho, Mahrehra Ka Maykhaana!
Faiz E Raza!!
Posted 01 April 2007 - 10:05 PM (#94)
Could some please check these lyrics are correct:
This Naat: Sal lay alaa Nabiyyinaa,
Sal lay alaa Muhammadin,
Sal lay alaa Shafiyyinaa,Sal lay alaa Muhammadin,
Sal lay alaa Shafiyyinaa,Sal lay alaa Muhammadin,
Phir kay galee, galee thamaa,Ho kar sab un ki, haa kyoon, Phir kay galee, galee thamaa,Ho kar sab un ki, haa kyoon, To dil ko jo Akal day khuda,Aqa teri galee say jaa ay kyoon
Sal lay alaa Nabiyyinaa,
Sal lay alaa Muhammadin,
Sal lay alaa Shafiyyinaa,
Sal lay alaa Muhammadin
Srry Ammar my brother but the lyrics you provided are not the right one's here are the correct One Lyrics of the Naat.Be Blessed![]()
Phir ke galli galli taybah thokare sab ki
Contributed By king Khan
Salle Alaa Nabiye Naa Salle Alaa Muhammadin
Parhiye Salle Alaa Shafiye Na Salle Alaa Muhammadin
Phir ke Gali Gali Taibba Thokar Sab ki Khayen Kyon
Dil ko jo Aqal De Khuda Teri Gali Se Jaayen Kyon
Main Tu Khud Unke Dar ka Gada Hon
Apne Aaqa Ko Main Nazar Kiya Don
Ab Tu Ankhon main Bhi Kuch Nahi Hai
Warna Kadmon Main Ankhen Bichcha Don
Aane Wali Hai Un Ki Sawari
Aane Wali Hai Un Ki Sawari
Phool Naaton Ke Ghar Ghar Saja Don
Mere Ghar Main Andhera Buhat Hai
Apni Palkon Pe Shamme Jala Don
Roza-e-Pak Pe (Sorry)
Samne Mere Aaqa Ka Ghar Hai
Mujhko Kiya Kuch Nazar Aa Raha Hai
Tumko Lafzon Main Kaise Bata Don
Aur Mere Ansoon Buhat Keemti Hain
Inse Wabasta Hain Unki Yaadain
Inki Manzil Hai Khak-e-Madina
Yeh Gohar Yunhi Kaise Luta Don
Main Fakat Aap Ko Jaanta Hon
Aap Hi Ke Dar ko pehchanta Hon
Iss Andhere Main Kiss Ko Pukaron
Aap Farmayen Kiss ko Sada Don
Kafile Ja Rahe They Madine
Aur Hasrat se Main Takk Raha Hon
Ya lipat Jaaon Qadmon se unke
Ya Qaza Ko Main Apni Sada Don
Meri Bakhshish Ka Saamaa'n Yahi Hai
Aur Dil ka Bhi Armaan yahi Hai
Bas Eik Din Unki Khidmat Main Jaa Kar
Unki Naatain Unhi Ko Suna Don
And Here ARE The Lyrics for Real Naat as Written by Poet
Phir ke galli galli taybah thokare sab ki khayen kyoon
Dil ko jo Akal De Khuda Teri gali se jayen kyoon
Rukhsate qaafila ka shor gashse hame uthae kyoon
Sote hain Unke Sayen mein koyi hamme jagaaye kyoon
Yaade Huzoor ki qasam gaflate aish he sitam
Khoob hai qaide ghum mein hum koyee hamme chhurae kyoon
Dekh ke Hazrate Gani phel pare Faqeer bhi
Chaayi he ab to chauni Hashr hi aana jae kyoon
Jaan he Ishq e Mustafa roz fizoo kare Khuda
Jis ko ho dard ka mazaa naaze dawa uthae kyoon
Woh jo nathe to kuch natha woh jo naho to kuch naho
Jaan hai woh jahan ki, jaan hai to jahaan hai
Hai to Raza nira Sitam jurm pe gar lajaaye hum
Koyee bajaaye soze gam saze tarab bajaaye kyoon
I am sorry bhi i have Work tomorrow i mean i have to go to Office so remaining two naats i will check them tomorrow. Bye ![]()
Posted 01 April 2007 - 11:17 PM (#95)
Baraily Ka Saaki Ho, Mahrehra Ka Maykhaana!
Faiz E Raza!!
Posted 01 April 2007 - 11:19 PM (#96)
Also in the naat
Tera Khaawa(N) main Tere Geet Gaawa(N), Ya Rasoolallah
Tera Milaad May(N) Kyo(N) Na Manaawa, Ya Rasoolallah
what is the next line to this VERSE:
Ya Rasoolallah, Mera Dil Vi Yay Chah(N)Da Aey Tusi Merey Vi Ghar Aao
Baraily Ka Saaki Ho, Mahrehra Ka Maykhaana!
Faiz E Raza!!
Posted 01 April 2007 - 11:23 PM (#97)
Baraily Ka Saaki Ho, Mahrehra Ka Maykhaana!
Faiz E Raza!!
Posted 02 April 2007 - 01:35 PM (#98)
Posted 02 April 2007 - 09:36 PM (#99)
Salaam
Has anyone got any lyrics for this naath..
Shaan Wakhra Dil Maheenay?...
or it is also called Chan Chadhiya Aamna De Lal Da..
if someone can get to me asap plz
JAzakAllah i need it for a mehfil tonght
JAzakAllaj
I am so sorry i think i got late but lets see if it can help you!!![]()
Chan Chariya Amina De Laal De
Contributed By King Khan
Shaan Wakhra Din Mahine Saal Da
Shaan Wakhra Din Mahine Saal Da
Kiun ke Chan Chariya Amina De laal Da
Chan Chariya Amina De Laal De
Bahar Aayi Daf a Tan Saji Zameen Ki Anjuman Pawan Chali Sanan Sanan
Baje woh Daf Jhanan Jhanan Chaman Chaman Dhaman Dhaman
Saba Pukarti Chali Chan Chariya Amina De Laal De
Chan Chariya Amina De Laal De Chan Chariya Amina De Laal De
Rabba Akhiya Sonrya Mehbooba Das Keho Jiya Teno Banawran Aey
Jivan Mere Mehboob Tera Jii Chawe Honr Oho Jiya Teno Sajawna Aey
Mehboob Akhiya Oho Jiya Bana Mola Meri Jaan Jahana Di Jaan Howe
Kaddi Main Bolan Kaddi Ton Bolen Kaddi Main Bolan Kaddi Ton Bolen
Jadhon Main Bolan Udhon Tu Bolen Saddi Dowan Di Ekko Zuban Howe
Aisa Chan Chariye Amina De Laal Da Chan Chariya Amina De Laal De
(Sorry)
Khatam Ho Gayi Sone Te Saari Banawat Musawwar ne Vi Aisi si Had Kar Ditti
Bari Reej De Naal Si Tasveer Khicchi Haseena Jameelan Da Moon Mod Ditta
Muhammad Bana ke Qalam Tod Ditta Aisa Chan Chariya Amina De Laal De
Chan Chariya Amina De Laal De Chan Chariya Amina De Laal De
Lahan-e-Rehmat-e-Baari hai Barwin Tarikh
Karam ka Chashma-e-Jaari Hai Barwin Tarikh
Hamesha Tu ne Ghulamon ke Dil Kiye Thande
Jalle Jo Tujhse Woh Naari Hai Barwin Tarikh
Ado Wiladat-e-Shiatan ke Din Manaye Khushi
Ke Eid Eid Hamari Hai Barwin Tarikh
Ahsan Wiladat-e-Sarkar se Howa Roshan
Mere Khuda ko Bhi Pyaari Hai Barwin Tarikh
Chan Chariya Amina De Laal De
Chan Chariya Amina De Laal De
Kiun Barwin Pe Hai Sabhi Ko Pyaar Aa Gaya
Aaya Issi Din Ahmad-e-Mukhtar Aa Gaya
Chan Chariya Amina De Laal De
Chan Chariya Amina De Laal De
Noor Azli Chamkiya Qayed Hanera Ho Gaya
Kamli Wala Aa Gaya Than Than Sawera ho Gaya
Kiunke Chan Chariya Amina De Laal De
Chan Chariya Amina De Laal DeChan Chariya Amina De Laal De
Posted 02 April 2007 - 09:56 PM (#100)
actually lyrics for the whole naat will be better^^[IMG][/IMG]
Tera Khawan Main Tere Geet Gawan
Contributed by King Khan
Tera Khawan Main Tere Geet Gawan Ya Rasool Allah
Tera Milad Main kiun Na Manawan Ya Rasool Allah
Haleema Kar Kadi Wekhe Kadi Sarkar No Wekhe
Main Keri Saij Tere Layi Sajawan Ya Rasool Allah
Tera Milad Main kiun Na Manawan Ya Rasool Allah
Main Kujh Wi Nayi Je Tere Naal Meri Koi Nisbat Nayi
Main Sab Kujh Han Je Tera, Sada Wan Ya Rasool Allah
Tera Milad Main kiun Na Manawan Ya Rasool Allah
Mera Dil Wi Aey Chanda Aey Mere Ghar Wi Tussi Aaoo
Teri Rawan De Vich Palkan Wichchawan Ya Rasool Allah
Tera Milad Main kiun Na Manawan Ya Rasool Allah
Koi Tareef Howe Iss Sohne Di Zahoori Thayin
Qalamm Jaami Da Kithon Main Liyawan Ya Rasool Allah
Tera Milad Main kiun Na Manawan Ya Rasool Allah
Tera Khawan Main Tere Geet Gawan Ya Rasool Allah
Tera Milad Main kiun Na Manawan Ya Rasool Allah


Help
RSS Feed









