Lyrics of naat-e-rasool post your favourite naat lyrics here
Posted 29 September 2006 - 01:21 PM (#61)
Nagmay-e-MUHAMMADI Jhoom Kar Sunayja [2x]
Do Jahan Par Chayaja, Do Jahan Par Chayaja
Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja
Haq ALLAH [4x]
Parchamay NABI Uthay Lay KHUDA Ka Asra
Dars-e-Murshidi Hai Yah Haq Pay Zingadi Lutta [2x]
Haq Pay Jaa Luttaja, Haq Pay Jaa Luttaja
Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja
Haq ALLAH [4x]
Baat Kar Tu Baad May Pehla Tu Salam Kar
Jo Tera Buzurg Hai Unka Ahtram Kar [2x]
Un Say Faiz Payaja, Un Say Faiz Payaja
Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja
Haq ALLAH [4x]
Sukr Kar KUDHA Kaa Tu Tujko Ya Watan Mila
Pak Sarzamee Mili Aur Ya Chaman Mila [2x]
Sir Ko Tu Jhukayaja, Sir Ko Tu Jhukayaja
Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja
Haq ALLAH [4x]
Jhoot Bolna Nahi Tum Kabhi Zaban Say
Laanata KHUDA Hai Yah Dekhlo Quran Say [2x]
Sach Kay Geet Gaayaja, Sach Kay Geet Gaayaja
Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja
Haq ALLAH [4x]
Apna Murshidi Ka Dil Is Tarha Say Shad Kar
Jo Sabak Mila Tuja Tu Dil Laga Kar Yaad Kar [2x]
Un Say Faiz Payaja, Un Say Faiz Payaja
Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja
Haq ALLAH [4x]
Apna Murshidi Ka Dil Is Tarha Say Shad Kar
Har Mahinay Teen Deen Qafila May Safar Kar [2x]
Un Say Faiz Payaja, Un Say Faiz Payaja
Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja
Haq ALLAH [4x]
Aya Jo Ramdhan Rozo Ka Ahtamam Kar
Kha Tu RAB Ki Nameitha Zikr Uska Aam Kar [2x]
Zikh Tu Sunayja, Zikr Tu Sunayja
Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja
Haq ALLAH [4x]
Arzoo Ki Hai Dua Aur Raha Suki Sada
Mehrbaan AAQA Ho Aur Karam Kara Khuda [2x]
MADNI Rang May Rangtaja, MADNI Rang May Rangtaja
Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja
Haq ALLAH [4x]
Ay Mujahid-e-NABI Naat Gongunay jaaa
Nagmay-e-MUHAMMADI Jhoom Kar Sunayja [2x]
Do Jahan Par Chayaja, Do Jahan Par Chayaja
Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja
Aaqa Teri Baat Karte Karte,
Sheher Main Me Aao,
Aaqa Teri Naat Parte Parte
Posted 29 September 2006 - 01:22 PM (#62)
Raata Bhi Madina Kee Baata Bhi Madina Kee [2x]
Jeena May Yah Jeena Hai Kiya Baat Hai Jeena Ki [3x]
Arsa Hua Taiba Ki Galiyoun Say Ya Guzra Hai [2x]
Is Waqt Bhi Galiyoun May Khushbu Hai Paseena Ki [3x]
May Madina Ki Galiyoun Pay Qurban
Jinsa Juzra Hai Shah-e-Madina
Is Tarha Say Mekhta Hai Rasta
Eatr Jaisa Lagay Hua Hai
Arsa Hua Taiba Ki Galiyoun Say Ya Guzra Hai
Is Waqt Bhi Galiyoun May Khushbu Hai Paseena Ki
Kiya Mahakta Ta Hai Mahakna Wala
Kay Bu Pay Chalta Hai Bhatkna Wala
Ambar Zami Abeer Hawa Musktar Gubar
Adna Ki Shankt Tera Rah Guzar Ki Hai
Arsa Hua Taiba Ki Galiyoun Say Ya Guzra Hai
Is Waqt Bhi Galiyoun May Khushbu Hai Paseena Ki [2x]
Wallah Jo Miljaya Mera Gul Ka Paseena
Manga Na Kabhi Eatr Na Phir Chaya Dulan Phool
Arsa Hua Taiba Ki Galiyoun Say Ya Guzra Hai
Is Waqt Bhi Galiyoun May Khushbu Hai Paseena Ki
Yah Zakam Hai Taiba Ka Yah Sabko Nahi MIlta [2x]
Koshish Na Kare Koi Is Zakam Ko Seena Ki [3x]
Yah Apni Nigaho Say Mastana Banata Hai
Mastana Banata Hai Deewana Banata Hai [2x]
Zahmat Hi Nahi Dayta Mahkar Ko Peena Ki
Har Saal Madina May Mirza Ko Bulata Hai [2x]
Sarkar Jagata Hai Takdeer Kamina Ki [2x]
Raata Bhi Madina Kee Baata Bhi Madina Kee
Jeena May Yah Jeena Hai Kiya Baat Hai Jeena Ki
Aaqa Teri Baat Karte Karte,
Sheher Main Me Aao,
Aaqa Teri Naat Parte Parte
Posted 29 September 2006 - 01:24 PM (#63)
Razi Raha ATTAR Yah Mera
May Deewana Murshid tera, May Deewana Murshid Tera [6x]
Murshid Ki Har Baat Nirali
Sabz Imaya Zulfa Kaali [2x]
Murshid Hai Gumkhar Mera
May Deewana Murshid tera, May Deewana Murshid Tera [6x]
Murshid Aur Shura Ki Itaa'at
Karta Rahu May Har Har Saa'at [4x]
Qayam Raha Yah Pyar Mera
May Deewana Murshid tera, May Deewana Murshid Tera [6x]
APNI GUNAHO KI KASRAT SAY MAYJO PHASU
TOH MURSHID KAYDA YAH TOH HAI SARKAR MERA
May Deewana Murshid tera, May Deewana Murshid Tera [12x]
Aaykay Ajal Aab Sar Par Khadi Hai
Pyara Murshid Ruh Chali Hai
Ho Jaya Deedar Teraaaaa......
May Deewana Murshid tera, May Deewana Murshid Tera [6x]
PYARA MURSHID AAP KI NISBAT
KHAFI MUJHKO ROZ-A-QAYAMAT
YA TOH HAI IMAN MERA
May Deewana Murshid tera, May Deewana Murshid Tera [6x]
PYARA MURSHID AYSA KARAM HO
SHER HO TAIBA AAP KAY SANG HO
DIL KAY HAI ARMAN YAH MERA
May Deewana Murshid tera, May Deewana Murshid Tera [6x]
RAB KA KARAM HAI HU MAY ATTARI
APNA PALLA JO HAI BHARI QU KAY
MURSHID HAI ATTAR MERAAAAA
May Deewana Murshid tera, May Deewana Murshid Tera
Aaqa Teri Baat Karte Karte,
Sheher Main Me Aao,
Aaqa Teri Naat Parte Parte
Posted 30 September 2006 - 09:42 AM (#64)
AAP KEE NALAIN KAA
Arsh Nay Chumaa Hain Thalwaa Aap Kee NALAIN Kaa
YAA NABI Dikha Yeh Ruthba Aap Kee NALAIN Kaa[2x]
Aap Kee Khidhmat Kaa Mujh Ko Kaash Mil Jaata Sharaf [2x]
Band Thee Hathow Say Thasmaa Aap Kee NALAIN Kaa
YAA NABI Dikha Yeh Ruthba Aap Kee NALAIN Kaa[4x]
Aap Kee Kadmo Kee Narmee Kalb Par Mehsoos Kee [2x]
Jabee May Nay Nahsh Dekha Aap Kee NALAIN Kaa
YAA NABI Dikha Yeh Ruthba Aap Kee NALAIN Kaa[4x]
Hash May Jab Log Chuma Aap Ka Dasta E Karam [2x]
Sab Say Chup Kar Lu May Bosa Aap Ki NALAIN Kaa
YAA NABI Dikha Yeh Ruthba Aap Kee NALAIN Kaa[4x]
Roz-A-Mashar Sar Pay Suraj Jab Sava Naza Par Ho [2x]
Ek Naza Par Ho Saya Aap Ki NALAIN Kay
YAA NABI Dikha Yeh Ruthba Aap Kee NALAIN Kaa[2x]
Jisay Agay Jaey Tho Jal Jaey Par Jibreel Kay [2x]
Usay Agay Janaa Dheka Aap Kee NALAIN kaa
YAA NABI Dikha Yeh Ruthba Aap Kee NALAIN Kaa[2x]
Taj Kyou Na Beekh Mangay Aap Kee NALAIN Kaa [2x]
Tajwar Kathay Hain Sadkaa Aap Kee NALAIN Kaa
YAA NABI Dekha Yeh Ruthba Aap Kee NALAIN Kaa [4x]
Aap Kee NALAIN Kaa Aap Kee NALAIN Kaa
AAP KEE NALAIN KAA
YAA NABI Dekha Yeh Ruthba Aap Kee NALAIN Kaa
Arsh Nay Chuma Hain Thalwaa Aap Kee NALAIN Kaa
Aap Kee Kadmo Kee Narmee Kalb Par Mehsoos Kee
Jabee Maynay Naksha Dekha Aap Kee NALAIN Kaa
Posted 30 September 2006 - 09:43 AM (#65)
ATTAR RAHNUMA HAI
Tera Karam Hai Murshid Jo Laga Liya Hai Seena
Ab Jaao Q May Dar-Dar
ATTAR Rahnuma Hai [4x]
Duniya May Aasra Hai Ukba May Aasra Hai
Kaisa Ho Khof Kiya Dar
ATTAR Rahnuma Hai [4x]
Phirta Tha Mara-Mara Na Tha koi
Aay Pohcha May Bhi Soon Kar
ATTAR Rahnuma Hai [4x]
Lay Jaoga May Ima Soon Lay Layin Shatan
Tera Chala Na Chakar
ATTAR Rahnuma Hai [4x]
Aatash May Na Jalunga Firdous May Rahunga
Jaunga Khuld Kah kar
ATTAR Rahnuma Hai [4x]
Ahsas Kamtari May Q Mutla Hai Ay Bhai
Tu Hai
ATTAR Rahnuma Hai [4x]
Dare MUSTAFA Pay BAPPA Tera Saath Hazri Ho
ATTAR Rahnuma Hai [4x]
Dare MUSTAFA Pay BAPPA Tera Saath Hazri Ho
Jalwa Dikha Dilbar
ATTAR Rahnuma Hai [4x]
Banu Aisa May Namazi Ho jai ALLAH Razi
GOUS-UL-VARA Karam Kar
ATTAR Rahnuma Hai [4x]
Teri Pak Sar Zami Say Jay Bhag Bhuka Pyasa
GOUS-UL-VARA Karam Kar
ATTAR Rahnuma Hai [4x]
Pyasa Bahut Hu Maula Day Jaam Kausar AAQA
Rehmat Mera NABI Kar
ATTAR Rahnuma Hai [4x]
Jannat May Murshidi Kay Kadmo May Mujko Rahkna
Rehmat Mera NABI Kar
ATTAR Rahnuma Hai [4x]
Duma Nazya Mera ALLAH Rukha MUSTAFA Dekhna
Makbol Ya Dua Kar
ATTAR Rahnuma Hai [4x]
Duniya o Aakirat May Rahjay Mera Parda
Makbol Ya Dua Kar
ATTAR Rahnuma Hai [4x]
[Sallaho Alay Hi Wasalm]
[Damat Barkatuhumul Aaliya]
Posted 20 October 2006 - 12:03 PM (#66)
Wah Kiya Baat Mera Murshid Ki [2x]
Aya Murshidi Attar Marhaba Marhaba [2x]
Jhoomo Jhoomo Mil Kar Yaar Marhaba Marhaba [2x]
Murshid Ki Aamad Marhaba [3x]
Meetha Ki Aamad Marhaba
Sohna Ki Aamad Marhaba
Murshid Ki Aamad Marhaba
Mera Peer Ki Aamad Marhaba [4x]
Zara Zor Say Bolo, Aur Zor Say Bolo
Murshid Ki Aamad Marhaba
Aya Murshidi Attar Marhaba Marhaba [2x]
Jhoomo Jhoomo Mil Kar Yaar Marhaba Marhaba [2x]
Gausul Azam Kay Hai Pyare Peer Mera Attar [4x]
Maha Ramadhan May Hai Aaya Peer Mera Attar
Aya Murshidi Attar Marhaba Marhaba [2x]
Jhoomo Jhoomo Mil Kar Yaar Marhaba Marhaba [2x]
Murshid Ki Aamad Marhaba [2x]
Zara Jhoom Kay Bolo, Lab Chum Kay Bolo Marhaba
Rehbar Ki Aamad Marhaba
Dilbar Ki Aamad Marhaba
Pyare Ki Aamad Marhaba
Accha Ki Aamad Marhaba
Sohna Ki Aamad Marhaba
Dilbar Ki Aamad Marhaba
Attar Ki Aamad Marhaba [2x]
Mera Peer Ki Aamad Marhaba [2x]
Aya Murshidi Attar Marhaba Marhaba [2x]
Jhoomo Jhoomo Mil Kar Yaar Marhaba Marhaba [2x]
Thamlo Yaro Inka Daman Hoga Beda Paar [4x]
Inka Karam Say Hatjaygi Zoolm Ki Har Deewar
Isa Hai Mera Attar Marhaba Marhaba [2x]
Aya Murshidi Attar Marhaba Marhaba [2x]
Jhoomo Jhoomo Mil Kar Yaar Marhaba Marhaba [2x]
Murshid Ki Aamad Marhaba
Mera Peer Ki Aamad Marhaba [2x]
Rehbar Ki Aamad Marhaba
Pyare Ki Aamad Marhaba
Attar Ki Aamad Marhaba [2x]
Zor Say Bolo Aur Zor Say Bolo Marhaba
Aya Murshidi Attar Marhaba Marhaba [2x]
Jhoomo Jhoomo Mil Kar Yaar Marhaba Marhaba [2x]
Faiz Mera Attar Piya Ka Jari Hai Har Dam [3x]
Nisbat Hai Kiya Khub Hamari Attari hai Hum [2x]
Attari Hai Hum Haha Attari hai Hum [2x]
Bolo Attari Hai Hum, Jhoomo Attari Hai Hum [6x]
Nisbat Hai Kiya Khub Hamari Attari Hai hum [3x]
Q Na Ho Murshid Say Pyar Marhaba Marhaba [3x]
Jhoomo Jhoomo Mil Kay Yaar Marhaba Marhaba [2x]
Murshid Ki Aamad, Murshid Ki Aamad Marhaba
Zara Jhoom Kay Bolo Marhaba
Aur Jhoom Kay Bolo Marhaba
Attar Ki Aamad Marhaba
Mera Peer ki Aamad Marhaba
Aya Murshidi Attar Marhaba Marhaba [2x]
Jhoomo Jhoomo Mil Kar Yaar Marhaba Marhaba [2x]
Shab Bismi Shab-e-Ramadhan Marhaba Marhaba
Is May Aya Hai ATTAR Marhaba Marhaba
Murshid Ki Aamad Marhaba Marhaba [4x]
Acha Ki Aamad Marhaba
Sacha Ki Aamad Marhaba
Pyare Ki Aamad Marhaba
ATTAR Ki Aamad Marhaba
Dildar Ki Aamad Marhaba
Aya Murshidi Attar Marhaba Marhaba [2x]
Jhoomo Jhoomo Mil Kar Yaar Marhaba Marhaba [2x]
Gausul Azam Kay Hai Pyare Peer Mera ATTAR [3x]
Mahe Ramadhan May Hai Aya Peer Mera ATTAR
Mahka Hai Dil Ka Gulzar Marhaba Marhaba [2x]
Mera Peer Ki Aamad Marhaba
ATTAR Ki Aamad Marhaba
Zara Jhoom Kay Bolo Marhaba
Zara Zor Say Bolo Marhaba
Aya Murshidi Attar Marhaba Marhaba [2x]
Jhoomo Jhoomo Mil Kar Yaar Marhaba Marhaba [2x]
Nabio Kay Sardar Nabi Ka Inpay Karam Hai Khas [3x]
Maula Ali Aur Ibna Ali Ka Inpay Karam Hai Khas [3x]
Kheta Hai Ya Dil Kay Taar Marhaba Marhaba
Aya Murshidi Attar Marhaba Marhaba [2x]
Jhoomo Jhoomo Mil Kar Yaar Marhaba Marhaba [2x]
Murshid Ki Aamad Marhaba [2x]
Zara Zor Say Bolo Marhaba [2x]
Zara Pyar Say Bolo Marhaba [2x]
Zara Dheera Dheera Marhaba [2x]
Zara Zor Say Bolo Marhaba [2x]
Murshid Ki Aamad Marhaba [6x]
Mera Peer Ki Aamad Marhaba [3x]
Aya Murshidi Attar Marhaba Marhaba [2x]
Jhoomo Jhoomo Mil Kar Yaar Marhaba Marhaba [2x]
Thamlo Yaro Inka Daman Hoga Beda Paar [4x]
Inka Karam Say Hatjaygi Zoolm Ki Har Deewar
Isa Hai Mera Attar Marhaba Marhaba [2x]
Mursid Ki Wiladat Marhaba [4x]
ATTAR Ki Wiladat Marhaba [3x]
Faiz Mera Attar Piya Ka Jari Hai Har Dam [3x]
Nisbat Hai Kiya Khub Hamari Attari hai Hum [2x]
Bolo Attari Hai Hum, Jhoomo Attari Hai Hum [6x]
Q Na Ho Murshid Say Pyar Marhaba Marhaba [3x]
Aya Murshidi Attar Marhaba Marhaba [2x]
Jhoomo Jhoomo Mil Kar Yaar Marhaba Marhaba [2x]
Aaqa Teri Baat Karte Karte,
Sheher Main Me Aao,
Aaqa Teri Naat Parte Parte
Posted 20 October 2006 - 01:46 PM (#67)
YaNabi Team
Posted 22 October 2006 - 01:47 PM (#68)
Do you have the lyrics phir key gali gali tabah thokrain sab ki khayein kyun??
YaNabi Team
Posted 29 October 2006 - 02:20 PM (#69)
sar juka te hai ilahi bol bala noor ka
Posted 11 November 2006 - 04:39 PM (#70)
Jibreel Par Bichaaey To Par Ko Khabhar Na Ho
Kaantaa Merey Jighar Sat Gham e Rozgaar Ko
Yoon Kheench Leeyjiey Kay Jighar Ko Khabhar Na Ho
Faryaad Ummatey Jo karay Haal e Zaar Mein
Mumkin Nahin Kay Khair e Bashar Ko Khabhar Na Ho
Kehtey They Yeh Buraaq Say Uskey Sabaq Raveey
Yoon Jaiey Kay Ghard e Safar Ko Khabhar Na Ho
Farmaatay Hein Yeh Dono Hein Sardaar e Do jahaa
Ay Murtazaa! Ateeq o Umar Ko Khabhar Na Ho
Aysa Ghumaa Day Un Key Vilaa Mein Khuda Humein
Dhoondhaa Karay Par Apney Khabhar Ko Khabhar Na Ho
Aa Dil! Haram Ko Roknay Waalon Say Chup kay Aaj
Yoon Uth Chalay Kay Pehlo Wabar Ko Khabhar Na Ho
Teer e Haram Hein Yeh Kaheen Rishta Bapaa Na Ho
Yoon Daykhiyeh Kay Taarey Nazar Ko Khabhar Na Ho
Ay Khaar e Taibah! Daykh Kay Daaman Na Bheekh Jaey
Yoon Dil Mein Aa Kay Deedah e Tar Ko Khabhar Na Ho
Ay Shauq e Dil! Yeh Sajdah Ghar Un Ko Ravaa Nahin
Acha! Woh Sajda Key Jiey Sar Ko Khabhar Na Ho
Un kay Sivaa RAZA Koey Haamey Nahin Jahaa
Ghuzra Karay Pisar Pay Pidar Ko Khabhar Na Ho
Aaqa Teri Baat Karte Karte,
Sheher Main Me Aao,
Aaqa Teri Naat Parte Parte
Posted 11 November 2006 - 04:41 PM (#71)
Apne AQA ko main nazr kya doon
Ab to aankhon mein bhi kuchh nahin hai,
Varna qadmon mein aankhein bichha dooon
Aane waali hai unki tareeq,
Phool naaton ke ghar ghar saja doon,
Mere ghar mein andhera bohot hai,
Apni palkon pe shamme jala doon
Rauza-e-pak peshe nazar hai,
Saamne mere AQA ka dar hai,
Mujhko kya kuchh nazar aa raha hai,
Tumko lafzon mein kaise bata doon
Mere aansu bahut kheemti hain,
Inse waabasta hai unki yaadein,
Inki manzil hai khak-e-madeena,
Ye gauhar yun hi kaise luta doon
Main faqat Aap ko jaanta hoon,
Aur usi dar ko pehchanta hoon,
Is andhere mein kisko pukaroon,
Aap farma'aein kisko sada doon
Qaafilay jaa rahe hain Madeene,
Aur hasrat se main tak raha hoon,
Ya lipat jaoon qadmon se unke,
Ya qaza ko main apni sada doon
Meri bakhshish ka saamaan yahi hai,
Aur dil ka bhi armaan yahi hai,
Ek din Unki khidmat mein jaakar,
Unki naatein unhi ko suna doon
Mujhko IQBAAL nisbat hai unse,
Jinka har lafz jaan-e-sukoon hai,
Main jahaan naat apni suna doon,
Saari mehfil ki mehfil jaga doon
Aaqa Teri Baat Karte Karte,
Sheher Main Me Aao,
Aaqa Teri Naat Parte Parte
Posted 18 December 2006 - 11:55 PM (#72)
Ya Nabi ham guna hagaaron ko
dard-e-furqat sey ab jila deyna
Ummati hein tumharey Shah-e-Umum
sabz gunbad hamein dikha deyna
Khaak-e-Taibah miley lahad key liye
kaali kamli miley kafan key liye
Waastah Aap key nawaason ka
eysee qismat meri bana deyna
Duur reh kar tumhari chowkat sey
ashk ankhon sey behtey rehtey hein
Aas ham bhi lagaey beythey hein
dil ki pyaas ab meri bujha deyna
Aap Nabiyon mey sab sey 'alaa hein
khatam ik Aap par nabuwat hai
Ham faqeeron ko Ya Rasulullah
apni chowkat kaa aasra deyna
Laaj rakhna Shah-e-zaman
meri iltija hai yeh qalb-e-Ishrat ki
Meri hasti ko Khaak-e-Taibah mein
Ya Rasulullah Khuda mila deyna.
Posted 19 December 2006 - 12:03 AM (#73)
(
 ![]()
Rab qaadar kariim rahiim esa koii rahiim naiin allah paak warga
Ba'ad rab toun sari kaiinaat andar duja koii naiin shah e lolaak warga
(
 ![]()
Dunya daari de saare rishtiyaan choun koii saak naiin maan de saak warga
Puttar pawain zamane da ghos howe naiin je maan de peraan di khaak warga
(
 ![]()
Godi maan di ai dars-gaah pehli ethhon zindagi da nasb ul 'ein bahnda ai
Ethhon daata khuaja fareed ban ke dukhhi dilaan de waaste chein bahnda ai
(
 ![]()
This is only a bit...
Posted 19 December 2006 - 12:09 AM (#74)
Posted 19 December 2006 - 12:14 AM (#75)
konain me kisi ko naho ga aziz kiyu jaye hum kahi ke ghani tum ne kar diya
ab to ye dar pasand ye ghar ye gali aziz jo kuch teri riza hai khuda ki wahi khushi
jo kuch teri kushi hai khuda ko wahi aziz khak-e-madina par allah mout de
wo murda dil hai jisko na ho zindagi aziz shan-e-karam ko ache bure se gharaz nahi
use sabhi pasand hai use sabhi aziz mangta ka haat utha to madina hi ki taraf
tera hi dar pasand teri hi gali aziz konain de diye hai tere iqteyaar me
allah ko bhi kitni hai qatir teri aziz mahshar me do jaha ko khuda ki khushi ki chah
mere huzoor ki hai khuda ko hai khushi aziz quraan kha raha hai usi haat ki qasam hum kon hai khuda ko hai teri gali aziz
Posted 19 December 2006 - 12:35 AM (#76)
Balaghal ula bikamali kasha fadduja bijamalihi
Hasunat jamiu hisaalihi sallu aleyhi wa aalihi
Meyn buron say laakh bura sahi magar un say he mayra waasta
Mayri laaj rakhna mayray khuda yay tayray habeeb ki baat he
Karuun tayray naam pay jaan fida na bas eyk jaan do jahaan fida
Do jahan say bhi nahiin ji bhara karun kya karoron jahan nahiin
Tayray zikr ki he yay barkatayn mayray bigray kam sanwar ga-ay
Jahaan tayri yaad ho dilnasheen wahiin rahmaton ka nazool he
Tayri deed jis sko naseeb he wo naseeb qaabil e deed he
Tayra daykhna mayri eid he tayra rukh kalaam e majeed he
Aaway karma wali fayr o gharii phira meyn madinay gali gali
Fayr saadi wi howay haazri saaday waastay koii dua karay
Ho daruud tujh pay bhi aamina tayray chaand par bhi salam ho
Tayri goad kitni azeem he mila tujh ko maah e tamaam he
He yay aarzu jo ho surkhru milay do jahaan ki aabru
Meyn kahun ghulam huun apka wo kahayn kay hamko qabul he
Posted 19 December 2006 - 12:39 AM (#77)
Qaseeda Burdah Shareef
(Arabic~ Persian~ Urdu~ Saraiki~ English)
Mowlaya salli wasallim daa iman abadan
'Ala habiibika kheyril khalqi kulli himi
![]()
Muhammadun sayyidul kowneyni wa thaqaleyni
Wal fariiqeyni min unrbinw wamin aajami
Aan muhammad sarware konein o jin o ins ham
Behtar e khalq e do 'aalam sayyide 'arb o 'ajam
Aap hein khazrat muhammad sarware har do saraa
Aap hein 'arb o 'ajam jin o bashar ke peshwa
Ddu jahaanan da hei sarwar oo muhammad muhtaram
Jeind e taabi' jin te aadam sab 'arab te sab 'ajam
He is Muhammad peace be upon him;
the lord of the both the worlds;
the lord of man and all the hidden parts;
The lord of the arabs & the lord of the rest of the world.
![]()
Huwal habiib ulladhi turja shafa 'aatuhu
Likulli howlim minal ahwaali muqtaahimi
Oo habeeb ast o azo da reem chashm e iltifaat
Dar balaii nagahaan o dar jamii' e haadthaat
Aap hein mahboob e haq or shafi' e roz e jaza
Naagahaani aafton main aap ke hei aasraa
Hei habiib e har musiibat waale ki umeed gaah
Hei shafi' te naagahaani aafton keete panaah
He is the dearest, to whom hopes
can look forwardfor succor
and redress in all befallings,
calamities and sudden frights.
![]()
Ya akramal khalqi maali man aloo dhubihi
Siwaaka 'inda hululil haadithil amaami
Ii garaami tarz khalqat man na daaram multaja
Juz to dar waqt e qiyaamat neez dar uftaadha
Akram ul makhluq or maangun mein kiss se panaah
Haadsaat e 'aam main hein aap meri takya gaah
Akram ul makhluq thein bin koan ddeenda him panaah
Har museebat 'aam o khaas ich tu hei meri takya gaah
O most generous of all!
Who else is there to give me protection
in sudden calamities & common mis-haps?
Surely there is none but You.
![]()
Fa inna min juudi kad dunya wa da rataha
Waamin 'ulumika 'ilm al lowhi wal qalaami
Dunya hast az juud to da aakhirat az to karam
Az 'ulum e tust 'ilm e loh neez 'ilm e qalam
Be shuba donon jahaan hein aap ka juud o karam
'Ilm kul hei aap ka or juz wa hei loh o qalam
Ei jahaan te oo jahaan ddu hein taidda juud o karam
Aap de kul 'ilm da hik juz wahei loh o qalam
This world and it's counterpart; the other world,
owe their existence to Your liberality.
Even the knowledge contained in the Pen and the Tablet
is just a fragment of the sciences You are the master of!
![]()
Arabic~ Persian~ Urdu~ Saraiki~ English
~ Translator: Dr Mehar Abul Haq~
Posted 19 December 2006 - 01:02 AM (#78)

Khil uthay mur jhae dil, taza huwa Imaan hai
Ya Khuda hum aasiyaun par, yeh bada ehsaan hai
Zindagi me phir ata, hum ko kiya Ramadaan hai
Tujh pay sadqe jaoon Ramadaan! Tu Azeemush shaan hai
Ke Khuda ne tujh me hi, Nazil kiya Qur'an hai
Abre Rehmat chaa gaya hai, aur sama hai noor noor
Fazle Rab se maghfirat ka, ho gaya samaan hai
Har ghadi Rehmat bhari hai, har taraf hai Barkatein
Mah e Ramadaan Rehmataun aur Barkataun ki kaan hai
Agaya Ramadaan, Ibadat par kamar bandh lo
Faiz le lo jald ke, din tees ka mehmaan hai
Aasiyaun ki maghfirat ka, lekar aya hai paighaam
Jhoom jao mujrimo! Ramadaan me ghufraan hai
Bhaiyo Behno karlo, gunahaun se tauba ke ab
Pad gaee dozakh pay, taalay qaid me shaitaan hai
Sunnate sab jhoom kar, apnate jao bhaiyo!
Khuld ke Dar khul gae hai, dakhila asaan hai
Masjidein abaad hai, zor e gunah kam hogaya
Mah e Ramadaan ul Mubarak, ka yeh Faizaan hai
Roza daar! jhoom jao kyun Deedaar e Khuda
Khuld me hoga tumhe, yeh wada e Rahmaan hai
Do jahaan ki Ne'amatein, milti hai roza daar ko
Jo nahi rakhta hai roza wo bada nadaan hai
Ek Roza jo khaza karde, suno nau laakh saal
Wo jahannam me jalay, Sarkaar ka farmaan hai
Ya ILAHI! Tu Madine me, kabhi Ramadaandikha day
Mud'dataun say dil me yeh, Attar ke armaan hai

Written by Abu Bilaal Maulana Ilyas Attar Qadri Damat Barkatuhumul Aliyah


Posted 19 December 2006 - 01:23 AM (#79)
Sallallahu Alaika Ya Rasolullah Wa Sallam Alaika Ya Habeeb AllahNa chedo zirk e jannat ab Madinah yaad aya hai
Nabi ka sabz Gumbad dil ki aankhaon me samaya hai
Mila karti hai mooh maange muradein Unke Rauze par
Ghulamau ne Tere Dar se jo maanga hai woh paya hai
Khuda ki Sultanat ke Tum ho Dulha Ya Rasoolullah
Tumhare waaste RABB ne yeh A'alam sajaya hai
Shabe Asra Mubarak baad dee yeh hooraun ne
Muhammed ko Khuda e Pak ne Dulha banaya hai
Namazaun me Azaan me Kalmah me aur Arsh par har ja
Khuda ne naam Tera naam se apne milaya hai
Zameen ko cheerte daude huwe aae hai khidmat me
Darakhtaun ne isharah Aapka jis waqt paya hai
Tumhari zaat par kyun kar bharosa ho na alam ko
Gunah-garaun ko Tumne naar e dozakh se bachaya hai
Ijabat ne liya bosah Tumhare pyare hotaun ka
Dua ke waaste jis waqt Tum ne lab hilaya hai
Koee pur saane haal apna nahi hai Ya Rasoolullah
Jo apna hai to Tu hai aur baqi sab paraya hai
Sana e Mustafa woh bhi rawayat e sahiha se
Jameele Qadri kya khoob tere paas maya hai
Sallallahu Alaika Ya Rasoolullah Wala Alika Wa As-habika Wa Azwajika Ya Noorullah ![]()
![]()
Posted 21 August 2007 - 04:09 PM (#80)
anyone got any new ones?
Aaqa Teri Baat Karte Karte,
Sheher Main Me Aao,
Aaqa Teri Naat Parte Parte


Help
RSS Feed










